Paheliyan
1. Bujho
Bhaiya Ek Paheli
Jab Kaato to Nai Naveli?
Jab Kaato to Nai Naveli?
Ans: Pencil
2. Kali
hai par Kaag Nhai
Lambi hai par Naag Nhai
Balkhati hai par Dor Nhai
Bandhte hai par Dhor Nhai
Batao Kya?
Ans: Choti
Lambi hai par Naag Nhai
Balkhati hai par Dor Nhai
Bandhte hai par Dhor Nhai
Batao Kya?
Ans: Choti
3. Lal Ghoda Ruka rhe
Kala Ghoda Bhagta Jaye
Btao Kon?
Ans: Aag aur Dhuan
4. Bimar
nahi rehti main
Fir bhi khati hu goli
Bache bude sab dar jate
Sun kar iski boli
Btao kya?
Ans: Gun
Fir bhi khati hu goli
Bache bude sab dar jate
Sun kar iski boli
Btao kya?
Ans: Gun
5. Dunia
bhar ki karta sair
Dharti pe na rakhta pair
Din me sota raat me jagta
Raat andheri meri bagair
Jaldi batao mai hu kaun?
Ans: Moon(Chaand)
Dharti pe na rakhta pair
Din me sota raat me jagta
Raat andheri meri bagair
Jaldi batao mai hu kaun?
Ans: Moon(Chaand)
6. Dhoop
dekh mai aa jau
Chav dekh sharma Jau
Jab hawa kare muje sparsh
Mai usme sama jau
Btao Kya?
Ans: Pasina
Chav dekh sharma Jau
Jab hawa kare muje sparsh
Mai usme sama jau
Btao Kya?
Ans: Pasina
8. Hari Dandi
Lal Kaman
Toba Toba
Kare Insaan
Batao Kya?
Ans. Lal Mirch (Red Pepper)
Lal Kaman
Toba Toba
Kare Insaan
Batao Kya?
Ans. Lal Mirch (Red Pepper)
9. Aath ko likho 8 baar
Uttar aaye 1000
Batao Kaise?
Uttar aaye 1000
Batao Kaise?
Ans: 888
88
8
8
8
———–
1000
———
10. Padhne me aur Likhne me
Dono Me hi Mai Aata Kaam
Pen Nhi Kagaj Nhi
Batao kya hai Mera Naam ?
Ans. Chasma
Dono Me hi Mai Aata Kaam
Pen Nhi Kagaj Nhi
Batao kya hai Mera Naam ?
Ans. Chasma
11.
Aisi kon si cheej hai
Jo adhik thand
Sardi me bhi pigalti hai ?
Ans. Mombatti (Candle)
Jo adhik thand
Sardi me bhi pigalti hai ?
Ans. Mombatti (Candle)
12. Aisi kon se chiz hai jise
Aage se to bnaya hai bhagwan ne
Or piche se insaan ne?
Ans. Bail Gaddi(Bull Cart)
13.
Ek Phool hai Kale rang ka
Sir par hamesha suhaye
Tej Dhoop me khil khil jata
Par chhaya me murjaye?
Ans:Chhata (Umbrella)
Sir par hamesha suhaye
Tej Dhoop me khil khil jata
Par chhaya me murjaye?
Ans:Chhata (Umbrella)
14.
Aisee kon si cheej hai
Jise jitna khincho vo utni hi
Chhoti hoti hai?
Ans: Bidi and Cigarette
Jise jitna khincho vo utni hi
Chhoti hoti hai?
Ans: Bidi and Cigarette
15.
Kali Kali Maa
Laal Laal Bache
Jidar Jaye Maa
Udhar Jaye Bache
Batao Kya?
Ans: Train
Laal Laal Bache
Jidar Jaye Maa
Udhar Jaye Bache
Batao Kya?
Ans: Train
16.
Aisee Kon si vastu hai
Jiska aana bhi kharab aur jana bhi kharab
Ans: Aankhen(Eyes)
17. Chhune Par Kala
Jalaane par Laal
Fenkne par Safed
Batao kya hai?
Ans: Koyla(Coal)
Jiska aana bhi kharab aur jana bhi kharab
Ans: Aankhen(Eyes)
17. Chhune Par Kala
Jalaane par Laal
Fenkne par Safed
Batao kya hai?
Ans: Koyla(Coal)
18.
Ek aisee cheez hai ki jab pyaas lage to pee sakte hein
Jab bhukh lage to kha sakte hein
Aur jab sardi lage to jala sakte hein
Batao aisee kon si cheez hai jo hamare itne kaam aati hai?
Ans: Naariyal(coconut)
Jab bhukh lage to kha sakte hein
Aur jab sardi lage to jala sakte hein
Batao aisee kon si cheez hai jo hamare itne kaam aati hai?
Ans: Naariyal(coconut)